Daastan e om shanti om lyrics

sunnewaalon suno aisa bhi hota hai
dil deta hai jo woh jaan bhi khota hai
pyar aisa jo karta hai,kya mar ke bhi marta hai,aao tum bhi aaj sunlo
dastan hai yeh ki ik tha naujawan jo dil hi dil me ek hasina ka tha diwana
woh haseena thi ke jisaki khubsurati,ka duniyabhar mein tha mashahoor afsaana
dono ki yeh kahaani hai jisako sabhi kehte hai om shanti om

naujawaan ki thi aarjoo,usaki thi yehi justjoo
uss haseena mein usako mile,ishq ke saare rango
usane na jaane yeh naadaani hai,woh reth ko samajha ke paani hai
kyun aisa tha,kis liye tha,yeh kahaani hai
daastaan hai yeh ke uss dilkash hassena ke,nigaahon dil mein koi dusara hi tha
bekhar iss baat se uss naujawaan,ke khaabon ka anjaam toh hona bura hi tha
tute khaabon ki uss daastaan ko sabhi kehte hai om shaanti om

sunnewaalon suno aisa bhi hota hai,koi jitna hase utana hi rota hai
deewaani hoke haseena,khaayi kya dhoke haseena,aao tum bhi aaj sunlo
daastaan hai yeh ki uss maasoom haseena ne jise chaaha o tha undar se harjaayi
sangdil se dil lagaake,bewafa ke haath aake,usane ik din maut hi paayi
ik sitam ka fasaana hai jisako sabhi kehte hai om shaanti om
kyun koi kaatil samajhata nahi,yeh julm wo hai jo jhukata nahi
yeh daag woh hai jo mitata nahi,rehta hai khuni ke haath par
khun uss haseena ka jab tha huva,koi waha tha pahunch toh gaya
lekin use woh bacha na saka,roya tha pyaar usake maut par
daastaan hai yeh ki jo pehchaanata hai khuni ko woh naujawaan hai laut ke aaya
keh rahi hai jindagi kaatil samajhale usake sar pe chha chuka hai maut ka saaya
janmo ki,karmo ki hai kahaani jise kehte hai om shaanti om

Lyrics Translation
Sunne waalo People listening
Suno aaisa bhi hota hai Listen even such a thing can happen
Dil deta hai joh The one who gives his heart
Woh jaan bhi khota hai He also loses his life
Pyar aaisa joh karta hai The one who loves in this manner
Kya marke bhi marta hai Does he die even after death
Aao tum bhi aaj sun lo Come and listen about it today
Dastaan hai yeh ke The story is that
Ek tha naujavan There was a young man
Joh dil hi dil mein Who deeply from his heart
Ek haseena ka tha deewana Was crazy for a beautiful girl
Woh haseena thi ki jiski khoobsurti ka The girl's beauty was such that
Duniya bhar mein tha mashoor afsana She was well known in the world
Dono ki yeh kahani hai jisko sabhi The story about these two
Kehte hai om shanti om Is known to everyone as I'm at peace


Naujavan ki thi aarzoo The young man had a desire
Uski thi yehi justaju He had a wish that
Us haseena mein usko mile Within a beautiful girl he finds
Ishq ke sare rang-o-bu All the colours of love
Naujavan ki thi aarzoo The young man had a desire
Uski thi yehi justaju He had a wish that
Us haseena mein usko mile Within a beautiful girl he finds
Ishq ke sare rang-o-bu All the colours of love
Usne na jaana yeh nadaani hai He didn't know that it was a mistake
Woh ret ko samjha ke pani hai He thought the sand was water
Kyun aaisa tha kis liye tha Why and for what reason was it so
Yeh kahani hai This is the story


Dastaan hai yeh ke The story is that
Us dilkash haseena ke The beautiful girl
Nigahon dil mein koi doosra hi tha Had someone else in her eyes and heart
Bekhabar is baat se Unknown to that fact
Us naujavan ke khwabon ka The dreams of that young man
Anjaam toh hona bura hi tha Had to have a bad end
Tootte khwabon ki is dastaan ko sabhi The story of broken dreams
Kehte hai om shanti om Is known to everyone as I'm at peace


Sunne waalo People listening
Suno aaisa bhi hota hai Listen even such a thing can happen
Koi jitna hase How much one person laughs
Utna hi rota hai That much he cries as well
Deewani hoke haseena The beautiful girl was crazy in love
Khayi kya dhoke haseena The beautiful girl got betrayed
Aao tum bhi aaj sunlo Come and listen about it today
Dastaan hai yeh ke The story is that
Us maasoom haseena ne Whom the innocent beauty loved
Jise chaha woh tha andar se harjai He was unfaithful from inside
Sang dil se dil laga ke She gave her heart to him
Bewafaa ke haath aake She fell in the arms of the unfaithful
Usne ek din maut hi paai And one day she got death
Ek sitam ka fasana hai jisko sabhi The story of this cruelty
Kehte hai om shanti om Is known to everyone as I'm at peace


Kyun koi katil samajhta nahi Why doesn't a killer understand that
Yeh jurm woh hai joh chupta nahi A crime can never be hidden
Yeh daag woh hai joh mitta nahi It's a stain that can't be removed
Rehta hai khooni ke haath par It stays on the hands of the killer
Khoon us haseena ka jab tha hua When that beautiful girl was killed
Koi wahan tha pahunch toh gaya Someone had reached there
Lekin usse woh bacha na saka But he was not able to save her
Roya tha pyar uski maut par Loved cried on her death
Roya tha pyar uski maut par Loved cried on her death
Dastaan hai yeh ke The story is that
Joh pehchanta hai khooni ko The one who recognizes the killer
Woh naujavan hai laut ke aaya That young man has come back
Keh rahi hai zindagi Life is saying that
Katil samajh le uske sar pe The killer needs to understand that
Cha chuka hai maut ka saaya On his head there is a shadow of death
Janmon ki, karmon ki hai kahani jise The story of births and deeds
Kehte hai om shanti om Is known as I'm at peace
Kehte hai om shanti om Is known as I'm at peace
Kehte hai om shanti om Is known as I'm at peace
67